never let the fear of failure be an excuse for not trying , society tell,s us that failure is the most terrible thing in the world , but i knw it is not , failure is part of what makes us a human
Humse pucho kya hota hai pal pal bitana, Bahut mushkil hota hai dil ko samjana, Yaar zindagi toh beet jayegi, Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana…
Sukun apne dilka maine kho diya, Khud ko tanhai ke samandar mei dubo diya, Jo thi mere kabhi muskrane ki wajah, Aaj uski kami ne meri palko ko bhigo diya…
Zindagi lehar ti aap sahil hue, Na jaane kaise hum aapki dosti k qabil hue, Na bhulenge hum us haseen pal ko, Jab aap hamari choti si zindagi mei shamil hue…
Zindagi nahin humein doston se pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari, Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari !
Paane se khone ka maza aur hai Bandh aankhon main rone ka maza aur hai Aansoo bane lafz aur lafz bane ghazal aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai
Sapne Ki Tarah Aakar Chale Gaye Gamo Ki Neend Sulakar Chale Gaye Kis Bhool Ki Saza Di Humko?? Pehle Hasaya Aur Fir Rulakar Chale Gaye. Hum ko to muskranay ki Aadat si hai